Mohabbat Kii Duniyaa MeinMohabbat kii duniyaa meiMohabbat kii duniyaa mein mashhuur kar duunMere saada dil tujh ko maghruur kar duunTere dil ko milne kii khud aarzuu hoTujhe is qadar gham se ranjuur kar duunMujhe zindagii duur rakhti hai tujh seJo tuu pass ho to use duur kaar duunMohabbat ke iqraara se sharm kab takKabhii saamnaa ho to majbuur kar duunYe be rangiyaan kab tak e husn-e-rangiinIdhar aa, tujhe ishq men chuur kar duunTuu gar saamne ho to main bekhudii menSitaaron ko sajde pe majbuur kar duunNahiin zindagii ko vaffa varnaa akhtarMohabbat se duniyaa ko maamuur kar duunTranslationMaghroor = arrogan
Dekh Lete Ho MohabbatDekh lete ho mohabbaDekh lete ho mohabbat se yehi kaafi haiDil dharakta hai sahulat se, yehi kaafi haiHaal dunya ke sataye huye kuch logon kaPuch lete ho shararat se, yehi kaafi haiJo bhi raste mein guzarta hai mere pehlu seDekhta hai teri nisbat se, yehi kaafi haiMuddat'ton se nahin dekha tera jalwa lekinYaad ajate ho shidat se, yehi kaafi haiSaari dunya se ulajhte hain lekin tera kahaaMaan jate hain sharafat se, yehi kaafi haiKya hua hum jo muyassar jo zar-o-maal nahinKatt rahi hai bari izat se, yehi kaafi haiAaj ke ehd taghaful mein kisi dar pe munirKoi ajaye zarurat se, yehi kaafi hai
Mohabbat Ka JununMohabbat ka junuMohabbat ka junun baqi nahin haiMusalmanon mein khun baqi nahin haiSafen kaj, dil pareshan, sajda bezukK jazba-e-andrun baqi nahin haiRagon mein lahu baqi nahin haiWo dil, wo awaz baqi nahin haiNamaz-o-roza-o-gurbani-o-hajYe sab baqi hai tu baqi nahin hai
Dekh Lete Ho Mohabbat SeDekh lete ho mohabbat sDekh lete ho mohabbat se yahi kaafi haiDil dhadakta hai sahulat se, yahi kaafi haiHaal duniya ke sataye huye kuch logon kaPuch lete ho shararat se, yahi kaafi haiJo bhi raste mein guzarta hai mere pehlu seDekhta hai teri nisbat se, yahi kaafi haiMuddat'ton se nahin dekha tera jalwa lekinYaad aa jate ho shidat se, yahi kaafi haiSaari dunya se ulajhte hain lekin tera kahaaMaan jate hain sharafat se, yahi kaafi haiKya hua hum jo muyassar jo zar-o-maal nahinKatt rahi hai bari izzat se, yahi kaafi haiAaj ke ehd taghaful mein kisi dar pe munirKoi aa jaye zarurat se, yahi kaafi hai
Dono Jahaan Teri MohabbatDono jahaan teri mohabbaDono jahaan teri mohabbat mein haar keWo ja raha hai koi shab-e-gham guzaar keViraan hai maikada khum-o-sagar udaas haiTum kya gaye ki rooth gaye din bahaar keIk fursat-e-gunaah mili, wo bhi chaar dinDekhe hain ham ne hausale parvar-digaar keDuniya ne teri yaad se begaana kar diyaTujh se bhi dil fareb hain gham rozgaar keBhule se muskura to diye the wo aaj 'faiz'Mat puch val-vale dil-e-na-kardahkaar ke
Mohabbat Se RihaaMohabbat se rihaMohabbat se rihaa hona zaroori ho geya haiMera tujh se judaa hona zaroori ho geya haiWafaa ke tazurbey karte hue to umar guzriZara sa bewafa hona zaroori ho geya haiMeri awaaz tanhaai mein marti ja rahi haiKisi ka hamnawaa hona zaroori ho geya haiAzaab zulmat-e-shab hai ki ab dil ke labon parKoi harf-e-duaa hona zaroori ho geya hai